Overblog
Edit post Follow this blog Administration + Create my blog
JIn Ki Duniya

Jinnat Ka Asar Khatam Karnay Ka Amal

Jinnat ka asar khatam karnay ka amal niche diya gaya hai –

  • Is amal ko aap Fajr aur Magrib ki namaz ke baad parhe. Lekin talub aftaab se pehle aur guroob aftaab se pehle parhenge toh afzal rahega.
  • Aap is amal mein Surah Fatiha, Ayat-ul-kursi, Surah Alam Nashrah, Surah Kadr, Surah Kafiroon, Surah Nasr, Surah Lakhab, Surah Ikhlas, Surah Falaq aur Surah Naas 7-7 martaba parhe.
  • In sab surah ko parhe aur ek glass pani mein dum karde.
  • Is amal mein itni taqat hai ki ye aapke upar se jinn ke sare asar ko khatam kar dega.
  • Aap isko jab tak kare, jab tak aapko jinn ka asar khatam hota na dikhe.
  • In sha Allah, aapko kamyabi zaroor hasil hogi aur sab acha ho jayega.
Share this post
Repost0
To be informed of the latest articles, subscribe:
Comment on this post